Sunday 13 April 2014

phir milange chalte chalte


Pyaar Huaa Ikraar Huaa, Jeena Yahan Marna Yahan
In Baahon Kho, In Raahon Kho
Chod Ye Chaliyan, Jaye Kahan
Mana Dil Tho Hain Anaari, Yeh Awaara Hi Sahin
Aare Bhol Radha Bhol Hoga Sangam Ke Naahinnn
Har Janam Mein, Rang Badalke
Kaabhon Ke Paardon Pein Hum Khilte
Hum Hain Raahi Pyar Ke, Phir Milenge Chalte Chalte... (2)

Tujme Rab dikhta (sad)


Na Kuch Poocha, Na Kuch Manga
Tune Dil Se Diya Jo Diya
Na Kuch Bola, Na Kuch Tola
Muskura Ke Diya Jo Diya
Tu Hi Dhoop, Tu Hi Chau
Tu Hi Apna Paraya
Aur Kuch Na Janu, Bas Itna Hi Janu
Tujh Mein Rab Dikhta Hai, Yaara Mein Kya Karun... (2)
Sajde Sar Jhukta Hai, Yaara Mein Kya Karun
Tujh Mein Rab Dikhta Hai, Yaara Mein Kya Karun
Rab Ne.. Bana Di Jodii.....

Haule Haule


Haule Haule... (4)
Haule Haule Se Hawa Lagti Hai 
Haule Haule Se Dawa Lagti Hai
 
Haule Haule Se Dua Lagti Hai, Haaan
Haaye, Haule Haule Chanda Badhta Hai
 
Haule Haule Ghonghat Uth Ta Hai
Haule Haule Se Nasha Chadhta Hai, Haan
Tu Sabar To Kar Mere Yaar, Zara Saans To Le Dildaar
Chal Fikar Nu Goli Maar Yaar Hai Din Jindai De Chaar
( Haule Haule Ho Jayega Pyaar Chal Yaar
Haule Haule Ho Jayega Pyaar )... (2)

Dance pe chance...




Left Leg Aage Aage, Right Leg Pichay Pichay
Aaja Yaara Lets Start Ve
Sar Kho Gumale Round, Pear Zaara Up Down
Itni Si Ye Baat Ve
Woh Banda Hin Kya Hain, Jho Naache Na Gaaye
A Haaton Mein Tho Haath Thamle..
Oiii Dance Pe Chance Marle
Oh Soniya, Dance Pe Chance Marle
Oh Baaliye, Dance Pe Chance Marle
Oh Soniya, Dance Pe Chance Marle, Hainnn

tum agar kaho....

Tumko Paya Hai To Jaise Khoya Hoon
Kehna Chahoon Bhi To Tumse Kya Kahon
Tumko Paya Hai To Jaise Khoya Hoon
Kehna Chahoon Bhi To Tumse Kya Kahon

Kisi Zabaon Mein Bhi Woh Labaz Hi Nahi
Ki Jeene Mein Tum Ho Kya Tumhein Mein Bata Sakun

Main Aagar Kahoon Tumsa Haseen

Deewangi Deewangi....



Dekho Dekho Hai Shaam Badi Deewani
Dheere Dhere Ban Jaye Na Koi Kahani

Dekho Dekho Hai Shaam Badi Deewani
Dheere Dhere Ban Jaye Na Koi Kahani

Dilbar Hai Dilkash Hai Dildaar Nazare Hain
Aaj Zameen Per Utre Kitne Sitare Hai

Atlo Hosh Na Mi Danam
Hum Hai Dil Hai Aur Janam
Bas Deewangi Deewangi Deewangi Hai
Na Koi Rahe Sam Rahe Per
Yeh Ilzaam Lage Kisper
Bas Deewangi Deewangi Deewangi Hai

All Hot Gals Put Ur Hands Up And Say
Om Shanti Om

All Cool Boys Comon Make Some Noise N Say
Om Shanti Om

Shaam Gazab Ki Humgamna Khez Ai
Iska Nasha Hi Gehra Hai Tez Hai
Shaam Gazab Ki Humgamna Khez Ai
Iska Nasha Hi Gehra Hai Tez Hai

Zulf Khuli Hai Resham Resham
Saans Ghuli Hai Madham Madham

Yeh To Ishaare Hain

Atlo Hosh Na Mi Danam
Hum Hai Dil Hai Aur Janam
Bas Deewangi Deewangi Deewangi Hai
Na Koi Rahe Sam Rahe Per
Yeh Ilzaam Lage Kisper
Bas Deewangi Deewangi Deewangi Hai

( All Hot Gals Put Ur Hands Up And Say
Om Shanti Om

All Cool Boys Comon Make Some Noise N Say
Om Shanti Om )… (2)

Kehene Ko Waise To Sara Sukun Hai
Phir Bhi Yeh Dil Hai Ki Isko Junoon Hai

Kehene Ko Waise To Sara Sukun Hai
Phir Bhi Yeh Dil Hai Ki Isko Junoon Hai
Pal Do Pal Ko Khwaab Saza De
Isko Usko Sab Ko Bata De
Raaz Jo Sare Hain

Atlo Hosh Na Mi Danam
Hum Hai Dil Hai Aur Janam
Bas Deewangi Deewangi Deewangi Hai
Na Koi Rahe Sam Rahe Per
Yeh Ilzaam Lage Kisper

Bas Deewangi Deewangi Deewangi Hai

( All Hot Gals Put Ur Hands Up And Say
Om Shanti Om

All Cool Boys Comon Make Some Noise N Say
Om Shanti Om )… (2)

Dard e disco...

O Haseena O Neelampari
Kargai Kaise Jaadugari
Neend En Aankhon Se Cheen Li
Haaye Dil Mein Bechainiya Hai Bhari

O Haseena O Neelampari
Kargai Kaise Jaadugari
Neend En Aankhon Se Cheen Li
Haaye Dil Mein Bechainiya Hai Bhari

Ajab si.....

( Aankhon Mein Teri
Ajab Si Ajab Si Adayein Hai
Hoo Aankhon Mein Teri
Ajab Si Ajab Si Adayein Hai

Dil Ko Banade Jo Patang Saa Se
Yeh Teri Woh Haawaien Hai )… (2)

Aai Aise Raat Hai Jo
Bhahut Khushnaseeb Hai
Chahe Jise Door Se Duniya
Woh Mere Kareeb Hai
Kitna Kuch Kehna Hai
Phir Bhi Hai Dil Mein
Saawal Hai Kahin
Sapno Mein Jo Roj Kaha Hai
Woh Phir Se Kahun Ya Nahi

Aankhon Mein Teri
Ajab Si Ajab Si Adayein Hai

baadal pe paanv....

Socha Kaha Tha, Yeh Jo, Yeh Jo Ho Gaya
Maana Kaha Tha, Yeh Lo, Yeh Lo Ho Gaya
Chutaki Koi Kaato Na Hai Hum Toh Hosh Mein
Kadmon Ko Thaamo Yeh Hai Udate Josh Mein
( Baadal Pe Paanv Hain, Ya Jhuta Daanv Hai
Abb Toh Bhay Chal Padi Apani Yeh Naav Hai )… (2)

Chek de india



( Kuchh Kariye… (2) ) Nas Nas Meri Khole, Haay Kuchh Kariye
( Kuchh Kariye… (2) ) Bas Bas Bada Bode, Abb Kuchh Kariye
Ho Koi Toh Chal Zidd Phadiye, Tu Bidarayiye Ya Mariye… (2)
Chak De Ho Chak De India… (4)
( Now Where To Run Now Where To Hide
Lets Take Our Time Till We Drop )… (2)

paan....

Hmmm Ka Tumka Bataai Ab Ka Samjhai
Badi Durghatna Hai Muskil Bachna Hai
Chala Aisa Chakkar Uthi Aisi Aandhi
Padi Humka Karni Badi Kooda Phaandi
Badi Lambi Chodi Hui Bhaaga Dodi
Din Raat Jo Humne Jaag Jaag Ki Aisi Bhaagam Bhaag
Ke Hum Kabhi Hiya Gaye Kabhi Hua Gaye
Kabhi Hiya Gaye Kabhi Hua Gaye

Aaj ki raat



Shaam Hai Jaam Hai Aur Hai Nasha
Tan Bhi Hai Mann Bhi Hai Pighla Huaan
Chhayi Hai Ranginiya Phir Bhi Hai Betaabiyan
Kyun Dhadakta Hai Dil
Kyun Yeh Kehta Hai Dil
Deewanon Ko Ab Tak Nahi Hai Yeh Pata

Main hu don.....

Duniya Mein Logon Ne Dil Apane Phirta Hai
Aaya Hoon Lekar Main Phir Kitne Hangaamen
Zara Dekho Kaun Aa Gaya Hai
Zamane Pe Jo Chha Gaya Hai
Jami Jispe Sab Nigaahen
Khuli Kiski Khaatir Hai Baahen
Aaisa Dildaar Aaya Hai Kaun
Mujhko Pehchaan Lo Main Hoon Don

Mitwa.....

( Jaaniye Heeriye
Jaaniye Heeriye
Mere Mann Ye Bata De Tu
Kis Or Chala Hai Tu
Kya Paya Nahi Tune
Kya Dhundh Raha Hai Tu
Jo Hai Ankahee Jo Hai Ansuni
Woh Baat Kya Hai Bata
Mitwa... Kahe Dhadkan Tujhse Kya

Kabhi alwidha na kehna


Tum Ko Bhi Hai Khabar
Mujhko Bhi Hai Pata
Ho Raha Hai Judaa
Dono Ka Raasta
Dur Jaake Bhi Mujhse Tum Meri Yaadon Main Rehna
Kabhi Alvida Naa Kehna..........

Tum Ko Bhi Hai Khabar
Mujhko Bhi Hai Pata

Laaga Re Jal Laaga....

Laaga Re Jal Laaga, Barsa Re Jal Barsa
Zami Ki God Bhari, Re Laagi Hari
Kalsi Bhari Aur Taal Bhare Goriya Ke Naina

Laaga Re Jal Laaga... Barsa Re Jal Barsa
Paat Pat Ki Baat Bat Par
Jhool Jhoolkar Phool Bajave Taaliyan

Kangna Re

Kangna Re Kangna Re
Kirano Se Sab Rangana Re, 
Jab Chalun To Chanchan
Chanke Angna Re
Kangna Re Kangna Re

Kirano Se Sab Rangna Re,

Dhire jalna.....

Dhire-Dhire, Dhire-Dhire, Dhire Jalna
Zindagi Ki Lau Par Jalna
Kaanch Ka Sapna Gal Hi Na Jaaye
Soch-Samjh Ke Aanch Par Rakhna
Dhire Jalna, Dhire Jalna, Dhire Jalna...

Hona Hai Jo, Hona Hai Wo, Hone Se To Rukhta Nahin,
Aasma To Jhukta Nahin
 
Tere Rup Ki Halki Dhoop Me
Do Hi Pal Hai... Jeene Hai
Teri Aankh Me Dekh Chuka Hun
Wo Sapne Hai.. Seene Hai
Aankho Me Sapno Ki Kirche Hai Chubhti Hai
Dhire Jalna, Dhire Jalna, Dhire Jalna...

Hona Hai Jo, Hona Hai Wo Hone Se To Rukhta Nahin,
Aasma To Jhukta Nahin
Socha Na Tha Zindgi Aise Phir Se Milegi
Jeene Ke Liye
Aankho Ko Pyaas Lagegee Apne Hi Aansu
Peene Ke Liye

Dhire-Dhire, Dhire-Dhire, Dhire Jalna

Zindagi Ki Lau Par Jalna
Kaanch Ka Sapna Gal Hi Na Jaaye
Soch-Samjh Ke Aanch Rakhna

Dhire Jalna, Dhire Jalna, Dhire Jalna...
Hona Hai Jo, Hona Hai Wo, Hone Se To Rukhta Nahin,
Aasma To Jhukta Nahin…


ye hum aa gy hai..................


Lahraati Hui Raahein, 
Khole Hue Hain Baanhein
Yeh Hum Aa Gaye Hain Kahaan
Palkon Pe Gahre Halke, 
Hai Reshmi Dhundhlake Ke
Yeh Hum Aa Gaye Hain Kahaan…(2)

Woh Dekho Zara Parbaton Pe Ghataayehin
Humaari Daastaan Hole Se Sunaayeh

Tere Liy

Tere Liye Hum Hain Jiyeh, Honthon Ko Siye
Tere Liye Hum Hain Jiyeh, Har Aansoo Piye
Dil Mein Magar Jalte Rahe, Chaahat Ke Diye
Tere Liye, Tere Liye
Tere Liye Hum Hain Jiye, Har Aansoo Piye

Main yanha hu..........


Jaanam Dekh Lo Mit Gayi Dooriyan
Main Yahaan Hoon, Yahaan Hoon, Yahaan Hoon, Yahaan..
 

( Jaanam Dekh Lo Mit Gayi Dooriyan
Main Yahaan Hoon, Yahaan Hoon, Yahaan Hoon, Yahaan )...(2)
Kaisi Sarhadein, Kaisi Majbooriyan
Main Yahaan Hoon, Yahaan Hoon, Yahaan Hoon... Yahaan

Tum Chhupa Na Sakogi Main Woh Raaz Hoon
Tum Bhula Na Sakogi Woh Andaaz Hoon

Aisa Desh hai mera

Ambar Hethaan Dharti Vasdi, Ethey Har Rut Hansdi, Ho....
Kinnaa Sonaa Des Hei Meraa Des Hai Meraa Des Hai Meraa... (2)
Des Hai Meraa

Dharti Sunhari Ambar Neelaa… (2)
Har Mausam Rangeelaa
Aisaa Des Hai Meraa, Ho.... Aisaa Des Hai Meraa… (2)
Bole Papihaa Koyal Gaayeh… (2)
Saavan Ghir Ghir Aayeh
Aisaa Des Hai Meraa, Ho.... Aisaa Des Hai Meraa… (2)

aya tere dar .......

Jo Bandishein Thi Zamane Ki Tod Aaya Hoon
Main Tere Waste Duniyaa Ko Chhod Aaya Hoon
Aaya Tere Dar Par Deewana …(2)
Aaya Hoon Aaya, Aaya Tera Deewana
Aaya Tere Dar Par Deewana …(2)

Do Pal

Do Pal Ruka Khwabon Ka Karvan
Aur Phir Chal Diyeh Tum Kahan Hum Kahaan
Do Pal Ki Thi Yeh Dilon Ki Daastaan
Aur Phir Chal Diyeh Tum Kahaan Hum Kahaan … (2)

Tum The Ke Thi Koi Ujli Kiran
Tum The Yaa Koi Kali Muskayi Thi
Tum The Yaa Sapnon Kaa Thaa Saavan
Tum The Ke Khushiyon Ki Ghataa Chaayehe Thi
Tum The Ke Thaa Koi Phool Khilaa
Tum The Yaa Milaa Thaa Mujhe Nayaa Jahaan
Do Pal Rukaa Khwabon Kaa Kaarvaan
Aur Phir Chal Diyeh Tum Kahaan Hum Kahaan
Do Pal Ki Thi Yeh Dilon Ki Daastaan
Aur Phir Chal Diyeh Tum Kahaan Hum Kahaan … (2)

Tum The Yaa Khushboo Hawaon Mein Thi
Tum The Yaa Rang Saari Dishaaon Mein The
Tum The Yaa Roshni Raahon Mein Thi
Tum The Yaa Geet Goonje Fizaaon Mein The
Tum The Mile Yaa Mili Thi Manzilein
Tum The Ke Thaa Jaadoo Bharaa Koi Samaa
Do Pal Rukaa Khwabon Kaa Kaarvaan
Aur Phir Chal Diyeh Tum Kahaan Hum Kahaan
Do Pal Ki Thi Yeh Dilon Ki Daastaan
Aur Phir Chal Diyeh Tum Kahaan Hum Kahaan
Aur Phir Chal Diyeh Tum Kahaan Hum Kahaan … (2)

tumhe jo maine dekha.....



Tum Bhi Ho, Main Bhi Hoon, Paas Aao To Kah Doon
Aakhir Kyun Pal Mein Yun Deewana Main Ho Gaya
( Tumhein Jo Maine Dekha, Tumhein Jo Maine Jaana )...(2)
Jo Hosh Tha, Wo To Gaya
Badan Ki Khushboo, Jagaae Lagi Jaadu
To Hoke Beqabu, Dil Kho Gaya
Tumhein Jo Maine Socha, Tumhein Jo Maine Maana
Tumhein Jo Maine Dekha, Tumhein Jo Maine Jaana

gori gori......


( Gori Gori Gori Gori, Gori Gori
Kabhi Kabhi Kahin Kahin Chori Chori )...(2)
Chhup Chhup Ke Tum Mila Karo
Pyari Pyari Baatein Vaatein Kiya Karo
Par Yun Na Milna Kisi Se Kabhi, Hamare Siva
Gore Gore Gore Gore, Gore Gore, Bhole Bhole Naye Naye Kore Kore
Dekho Dekho Hum Dono Meet Hain, Suno Suno Dil Ke Jo Geet Hain
Par Sunne Paaye Inhein Na Koii Hamare Siva

chalein jaise hawayein.....


Chalein Jaise Hawayein Sanan Sanan, Udein Jaise Parinde Gagan Gagan
Jaayein Titliyan Jaise Chaman Chaman, Yun Hi Ghoomoo Main Bhi Magan Magan
Main Deewaani Dil Ki Rani, Gham Se Anjaani
Kab Darti Hoon, Vo Karti Hoon, Jo Hai Thaani
Chalein Jaise...Gagan Gagan

main hoon na

( Kiska Hai Ye Tumko Intezar Main Hoon Na
Dekh Lo Idhar To Ek Baar Main Hoon Na )...(2)
Khaamosh Kyun Ho Jo Bhi Kahna Hai Kaho
Dil Chahe Jitna Pyar Utna Maang Lo
Tumko Milega Utna Pyar Main Hoon Na Aa

pretty woman....

Maine Jise Abhi Abhi Dekha Hai 
Kaun Hai Woh Anjaani
Use Jitna Dekhon Utna Sochon
Kya Use Main Keh Doon

( Maine Jise Abhi Abhi Dekha Hai
 
Kaun Hai Woh Anjaani ) …(2)
Woh Hai Koi Kali Ya Koi Kiran
Ya Hai Koi Kahani
Use Jitna Dekhon Utna Sochon

maahi ve

Maahi Ve Maahi Ve
That's The Way Maahi Ve
Tere Maathe Jhumar Damke
Tere Kanno Baali Chamke Hai Re
Maahi Ve
Tere Haatho Kangana Khanke
Tere Pairo Payal Chanke Hai Re
Maahi Ve
Naino Se Bole Rabba Rabba

kuch to hua hai......

Kuch To Hua Hai, Kuch Ho Gaya Hai…(2)

Kuch To Hua Hai, Kuch Ho Gaya Hai…(2)
Do Chaar Din Se Lagta Hai Jaise
Sab Kuch Alag Hai, Sab Kuch Naya Hai
Kuch To Hua Hai, Kuch Ho Gaya Hai

Cheezein Mein Rakh Ke
 
Bhool Jaati Hoon,
 
Bekhayaali Mein Gungunati Hoon
Ab Akele Mein Muskuraati Hoon
Badli Hui Si Meri Ada Hai
Kuch To Hua Hai, Kuch Ho Gaya Hai

Pighla Pighla Hai Dil Mera Jab Se
Achcha Rehta Hain Mood Bhi Tab Se
Haske Milta Hoon Aaj Kal Sab Se
Khush Ho Gaya Hai Jo Bhi Mila Hai
Kuch To Hua Hai, Kuch Ho Gaya Hai

Rang Chamkilay Saare Lagte Hai
Raah Mein Bhikre Taare Lagte Hai
Phool Ab Zyaada Pyaare Lagte Hai
Mehki Hui Si Jaisi Hawa Hai
Kuch To Hua Hai, Kuch Ho Gaya Hai

Dhyaan Ab Apna Zyaada Rakhta Hoon
Sochta Hoon Main Kaisa Lagta Hoon
Aaina Ho To Dekh Leta Hoon
Kaise Yeh Chehra Aisa Khila Hai
Kuch To Hua Hai, Kuch Ho Gaya Hai

Kuch Ho Gaya Hai, Kya Ho Gaya Hai

Yeh Nasha Jisme Dono Rehte Hai
Yeh Laher Jisme Dono Behte Hai
Ho Na Ho Isko Pyaar Kehte Hai
Pyaar Mila To, Dil Kho Gaya Hai
Kuch To Hua Hai, Kuch Ho Gaya Hai

Kuch Ho Gaya Hai, Kya Ho Gaya Hai…(2)


it's time disco

( Dil Hai Mera Deewana Kya 
Kehta Hai Ab Ghabrana Kya
Taal Pe Jab Jhoome Badan
Hichkichana Sharmana Kya
Khul Ke Jhoomo Khul Ke Gaao
Aaoo Aaoo Yeh Khul Ke Kaho
It's The Time To Disco…(2)

kal ho na ho............

Har ghadi badal rahi hai roop zindagi
Chaav hai kabhi kabhi hai dhup zindagi
Har pal yahan jee bhar jiyo
Jo hai sama, kal ho na ho
Har ghadi badal raha hai roop zindagi

silsila ye chahat ka.....


Mausam ney lee angdaayi aayi aayi
Lehraake barkha phir chaayi chaayi
Jhoka hawa kaa aayega aur yeh diya buj jaayega
Silsila yeh chaahat ka

maar daala.....

Yeh kiski hai aahat 
yeh kiska hai saaya 
Huvi dil mein dastak yahan kaun aaya

Hum par yeh kisne hara rang dala 

bairi piya............

Bairi piya bada bedardi ishq
Oh bairi piya bada bedardi
Dil ka dard na jaane

Bole Chudiyan...........

Bole Chudiyan, Bole Kangna
Haai Main Ho Gayi Teri Saajna
Tere Bin Jiyo Naiyo Lag Da Main Te Margaiya

Le Jaa Le Jaa, Dil Le Jaa Le Jaa
Le Jaa Le Jaa, Soniye Le Jaa Le Jaa... (2)

Aah Aah Aah Aah, Aah Aah Aah
Bole Chudiyan, Bole Kangna
Haai Main Ho Gayi Teri Saajna... (2)
Tere Bin Jiyo Naiyo Lag Da Main Te Margaiya
Le Jaa Le Jaa, Soniye Le Jaa Le Jaa

tujhe yaad na meri......

Rabba mere ishq kisi ko 
Aise na tadpaye... Hoy
Dil ki baat rahe is dil mein,
Hothon tak na aaye, 
Na aaye...

Tujhe yaad na meri aayee 
Kisi se ab kya kehna
Tujhe yaad na meri aayee 
Kisi se ab kya kehna

Ladki bdi anjani......


Ladki badi anjaani hai
Sapna hai sach hai kahaani hai
Dekho ye pagli bilkul na badli
Ye to vohi deewani hai
Ladka bada anjaana hai
Sapna hai sach hai fasana hai
Hay hay ye pagla bilkul na badla

kuch kuch hota hai.....

Tum paas aaye yoon muskaraye 
Tumne na jaane kya sapne dikhaye
Ab to mera dil jaage na sota hai 
Kya karoon haye kuchh kuchh hota hai 

Na jaane kaisa ehsaas hai 
Bujhti nahin hai kya pyaas hai 
Kya nasha is pyaar ka 
Mujhpe sanam chhane laga 
Koi na jaane kyon chein khota hai 
Kya karoon haye kuchh kuchh hota hai 

Kya rang layi meri dua 
Ye ishq jaane kaise hua 
Becheiniyon mein mann 
Na jaane kyon aane laga 
Tanhai mein dil yaadein sanjota hai
Kya karoon haye kuchh kuchh hota hai

Le Gayi Le gayi.....

Mujhko Hui Na Khabar
Chori Chori Chup Chup Kar
Kab Pyaar Ki Pehli Nazar
Le Gayi Le Gayi
Dil Le Gayi
Le Gayi Le Gayi
Dil Le Gayi Le Gayi
Mujhko Hui Na Khabar
Chori Chori Chup Chup Kar
Kab Pyaar Ki Pehli Nazar
Le Gayi Le Gayi He He

Dil Le Gayi Le Gayi
He He

pyar kar......

Boy: Ae Hei O Hoo Hoo Hoo Hoo
Girl: Um Hum La La La La La
Boy: Chand Ne Kuch Kaha
Raat Ne Kuch Suna…
Chand Ne Kuch Kaha
Raat Ne Kuch Suna
Tu Bhi Sun Bekhabar
Pyar Kar
O Hoo Hoo Pyar Kar
Girl: Aye Hai Chandni
Mujhse Kehne Yehi
Aye Hai Chandni
Mujhse Kehne Yehi

Bholi Si Surat.........

Bholi Si Surat, Aankhon Mein Masti
Aye Hai, Are Bholi Si Surat

meri mehbooba

Kisi Roz Tumse Mulaakat Hogi
Kisi Roz Tumse Mulaakat Hogi

Do Dil Mil .........

Do Dill Mile Rahe Hain
Magar Chupke Chupke
Do Dil Mile Rahe Hain

deewana hai ye dil.......

Dil Ye Dil
Dil Ye Dil
Dil Ye Dil

Ye Dil
Deewana
Deewana Hai Ye Dil

main koi aisa geet.....

Me Koi Aisa Geet Gau,
Ki Arzoo JaGau
AGar Tum KaHo

Aankhen Khuli Ho Ya Ho Band

Aankhen Khuli Ho Ya Ho Band
Deedar Unka Hota Hai

Mohabbatein

Duniya Mein Kitni Hain Nafratein
Phir Bi Dilo Mein Hai Chahtein

hum ko hami se......

Humko humise chura lo,
Dil mein kahin tum chupa lo.
Humko humise chura lo,
Dil mein kahin tum chupa lo.
Hum akele, kho na jaayen,
Door tumse, ho na jaayen,
Paas aao gale se laga lo

chalte chalte


pyaar hamko bhi hai, pyaar tumko bhi hai,

kuch kuch hota hai

Tum paassa aye, Tum paasse aye
Yun Muskurayee, Tum nena

Tu Hai Meri Kiran

Jaadu.. Teri nazar
Khushboo.

Bazzigar


Madan Chopra lives a very wealthy lifestyle with two daughters, Seema and Priya. His passion is racing, and realizing that he is not young anymore, has his last race and wins - only to find out that another competitor, Vicky Malhotra, let him win. Madan befriends Vicky, introduces him to Priya and invites him to work for him in Bombay. Vicky and Priya are attracted to each other, much to Madan's delight and he announces their marriage. Before that could happen, Seema kills herself by throwing herself down from the roof of a multi-storied building. While Madan wants to close this case due to embarrassment, Seema meets with her college friend, Police Inspector Karan, and together they begin to unravel a plot that may well end Madan and the lives of others as well.

Saturday 12 April 2014

Dil To Pagal Hai

The story of four lovers: Rahul, Ajay, Pooja, and Nisha. This Yash Chopra fantasy explores romance as the days go on, and who live in a really nice dream house while their dreams come true.


Rahul (Shahrukh Khan) is a dancer and the director of a successful music and dance troupe.

Shahrukh Khan's movies list





Year Film Name Cast
1992 Deewana Rishi Kapoor, Divya BharthiShahrukh Khan, Amrish Puri, Sushma Seth
1992 Chamatkar Shahrukh Khan, Naseeruddin Shah, Urmila Matondkar, Shammi Kapoor, Deven Verma

Bhoothnath Returns



Bhoothnath Returns is an Indian horror comedy film directed by Nitesh Tiwari and produced jointly by Bhushan Kumar, Krishan Kumar, Ravi Chopra and co-produced by Ajay kapoor. A sequel to 2008 film Bhootnath the film features Amitabh Bachchan in a leading role followed by Boman Irani and Shahrukh Khan in a supporting role. As shared by Bachchan on Twitter, shooting of the film began on 10 October 2013. The film also has a cameo appearance of Shahrukh Khan 

Mere Khwabon Mein Jo Aaye


(Mere Khwabon Mein Jo Aaye Aa Ke Mujhe Chhed Jaaye) – 2 
Usse Kaho Kabhi Saamne To Aaye 
Mere Khwabon Mein Jo Aaye

Mehndi Laga ke Rakhna


Ye Kudiyaan Nashe Di Pudiyaan 
Ye Munde Gali De Gunde 
Ye Kudiyaan Nashe

Friday 11 April 2014

Tujhe Dekha Toh Yeh Jana Sanam (ever green song)

Song: Tujhe Dekha Toh Yeh Jana Sanam
Movie: Dilwale Dulhaniya Le Jayenge 
Singer(s): Kumar Sanu Lata Mangeshkar
Music By: Jatin-Lalit

Lyricist(s): Anand Bakshi


Tujhe dekha toh yeh jana sanam
 Pyar hota hai divana sanam

Ye Dosti ( all time hit song)

Sholay (1975)

Music Director: R.D BurmanSinger: Kishore KumarLyricist: Anand Bakshi




Yeh Dosti Hum Nahin Todenge
Todenge Dam Magar Teraa Saatha Naa Chhodenge

KOI HASEENA JAB ( SHOELY)

Movie : Sholay
Song : Koi Haseena Jab Rooth Jaati Hai To
Singers : Kishore Kumar
Lyricist : Anand Bakshi
Actors : Amitabh Bachchan, Dharmendra, Hema Malini, Jaya Bhaduri
Music Director : R D Burman



Koi haseena jab rooth jaati hai to
Aur bhi haseen ho jaati hai

Muqaddar Ka Sikandar

Muqaddar Ka Sikandar is a 1978 Indian Hindi drama film. Produced and directed by Prakash Mehra, it stars Amitabh Bachchan in his fifth of nine films with Prakash Mehra to date. The films also stars Vinod Khanna, Raakhee, Rekha and Amjad Khan


As an orphan on the streets in Shimla, young Sikandar (Amitabh Batchchan) has no one to care of him.

King of bollywood ?

















                Who is the king of bollywood?
             Shahrukh khan  V/S  Salman khan

Zanjeer



Zanjeer  is a 1973 Hindi action-thriller film directed and produced by Prakash Mehra, starring Amitabh Bachchan, Jaya Bachchan PranAjit and Bindu. The movie changed the trend from romantic films to action films and pioneered Amitabh's new image of a brooding but explosive person who fights back when cornered. He was now known as "The Angry Young Man." The film ended the aera of Rajesh Khanna and started a new wave in Hindi Cinema. At a time, when India was suffering from corruption, low economic growth etc., and the common man was left with frustration and anger over the system, Hindi Cinema turned violent and aggressive. Reflecting the anger of the masses, Amitabh Bachchan became the new hero, who had the courage to fight against the wrong and maintaining moral values at the same time. This film also ended the struggling period for Amitabh and turned him into a rising star. Zanjeer, this remains an important film in the history of Indian Cinema and is regarded as a classic today. The film became a "super-hit", collecting  60 million at the box office and was the fourth highest grossing film of 1973. The plotline has many similarities to the Hollywood movie Death Rides a Horse.

Deewar (great picture)


Deewaar  is a 1975 Indian crime-drama film directed by Yash Chopra, written by Salim javed and starring Amitabh Bachchan and Shashi Kapoor. Reflective of "the tumultuous politics of the early 70s" in India, Deewaar tells the story of two impoverished brothers who, after their family is betrayed by the misplaced idealism of their father, struggle to survive on the streets of Mumbai.
Deewaar was a ground-breaking work. It was one of a few films which established Bachchan as the "angry young man" of Bollywood cinema and Parveen babi as the "new Bollywood woman" whose character Anita is "a liberated working girl, smoking, drinking and sleeping with her lover, defying every Hindi film heroine rule." This movie cemented the success of the writing duo Salim-Javed, who went on to write many more blockbuster films, and made them one of the most memorable writers in Hindi cinema. It is said that after the success of this film, the value of film writers skyrocketed, thanks to Salim-Javed, and they soon were being paid as high as some of the actors at the time.

Deewaar received the Filmfare Best Movie Award of 1975 in addition to six other Filmfare Awards and was a "superhit" at the box office, ranking as the 4th highest grossing Bollywood film of 1975. India times ranks Deewaar amongst the Top 25 Must See Bollywood Films

DDLJ (Most overrated film in bollywood history)


Dilwale Dulhania Le Jayenge  also known as DDLJ, is a 1995 Indian romantic comedy musical film. It was written and directed by debutante director Aditya Chopra, produced by his father Yash Chopra, and stars Shahrukh Khan and Kajol. The film tells the story of a young couple who fall in love on a European vacation, and relates how the boy tries to win over the girl's parents so that she can marry him rather than the boy that her father has chosen for her. It was filmed in India, London, and Switzerland.
Earning over INR106 crore (US$18 million) in India and INR16 crore (US$2.7 million) overseas, the film was declared an "All-time Blockbuster" and became the biggest bollywood hit of the year, as well as one of the biggest Bollywood hits ever. During the 1996 awards season, the film won 10 Filmfare Awards, the most ever for a single film at that time, as well as the National Film Award for Best Popular Film Providing Wholesome Entertainment.

Dilwale Dulhania Le Jayenge was ranked by India times Movies among the "25 Must See Bollywood Films". It was one of two Hindi films in the "1001 Movies You Must See Before You Die" list along with Mother India. It was also placed twelfth on the British Film Institute's list of the top Indian films of all time. The film was declared an all-time blockbuster and it remains as the longest-running film in the history of Indian cinema. As of 2013, it is still playing at the Maratha Mandir theatre in Mumbai, completing 900 weeks on 11 January 2013.