Sunday 13 April 2014

aya tere dar .......

Jo Bandishein Thi Zamane Ki Tod Aaya Hoon
Main Tere Waste Duniyaa Ko Chhod Aaya Hoon
Aaya Tere Dar Par Deewana …(2)
Aaya Hoon Aaya, Aaya Tera Deewana
Aaya Tere Dar Par Deewana …(2)


Tera Deewaanaa…………..
Aaya Tere Dar Par Deewana …(2)
( Tera Deewana, Tera
Teraa Deewana, Deewana )…(2)
Tera Deewana…(3)
Aaya Tere Dar Par Deewaanaa…(2)
Ye Hai Tera Hi Saudayi
Ye Hai Teraa Hi Shahdayi …(2)
Tere Ishq Mein Hai Ise Mar Jaana
Aayaa Tere Dar Par Deewaanaa…(2)
Tera Jalwa Jo Paoon, Main Har Gham Bhool Jaoon
Tera Jalvaa Main Jo Paoon, Main To Har Gham Bhool Jaoon
Yeh Aansoo Jo Hai Bahtey, Bas Itna Hai Ye Kahtey
Kahaan Tu Aur Kahaan Main, Paraayaa Hoon Yahan Main
Karam Itnaa Agar Ho, Ki Mujh Par Ik Nazar Ho…(2)

Jaan-O-Dil Waar Doon Main, 
Zindagi Haar Doon Main
Jaise Shamma Par Marta Hai Parwana
Aayaa Tere Dar Par Deewana…(2)

Aayaa Tere Dar Par Tera Hi Deewana… (2)
Deewana Tera………….
Aaya Tere Dar Par Deewana, Deewanaa, Deewana
Aayaa Kis Mod Pe Afsana …………

Yeh Sitam Ka Riwaj Kyun Hai 
Jaisa Hai Ye Samaaj Kyun Hai
Yeh Duniya Ki Hai Rasmein 
Main Hoon Ab Inke Bas Mein
Yeh Jo Duniyaa Ki Hai Rasmein
Main Hoon Ab Inke Hi Bas Mein
Na Poochho Kyaa Gila Hai
Mujhe Gham Kyun Milaa Hai
Tumhein Main Kyaa Bataaoon
Mohabbat Jurm Hai Kyun
Koi Rotaa Hai Kyun
Aisaa Hotaa Hai Kyun
Kyun Dil Se Hai Har Ek Anjana
Aayaa Kis Mod Pe Afsaanaa …(2)
Yeh Kis Maahol Mein Ham Hain
Khushi Ke Bhes Mein Gham Hain
Kise Apna Kahe Kise Beghana
Aayaa Kis Mod Pe Afsana…(2)

No comments:

Post a Comment