Sunday 13 April 2014

kuch kuch hota hai.....

Tum paas aaye yoon muskaraye 
Tumne na jaane kya sapne dikhaye
Ab to mera dil jaage na sota hai 
Kya karoon haye kuchh kuchh hota hai 

Na jaane kaisa ehsaas hai 
Bujhti nahin hai kya pyaas hai 
Kya nasha is pyaar ka 
Mujhpe sanam chhane laga 
Koi na jaane kyon chein khota hai 
Kya karoon haye kuchh kuchh hota hai 

Kya rang layi meri dua 
Ye ishq jaane kaise hua 
Becheiniyon mein mann 
Na jaane kyon aane laga 
Tanhai mein dil yaadein sanjota hai
Kya karoon haye kuchh kuchh hota hai

No comments:

Post a Comment