Sunday 13 April 2014

maar daala.....

Yeh kiski hai aahat 
yeh kiska hai saaya 
Huvi dil mein dastak yahan kaun aaya

Hum par yeh kisne hara rang dala 

Oh hum par yeh kisne hara rang dala 
Khushi ne hamari hame maar dala 
oh Maar dala maar dala maar dala
Hum par yeh kisne hara rang dala 
Khushi ne hamari hame maar dala 
Hame maar dala hame maar dala hame maar dala 
Allah maar dala allah maar dala allah

Na chand hatheli par sajaya
Na taaron se koyi bhi rishta banaya
Na rab se bhi koyi shikayat ki ...(2)
Har gham ko humne chupaya
Har sitam ko haske uthaya 
Kaanto ko bhi gale se lagaya
Aur phoolon se zakhm khaya

Haan magar dua mein jab yeh haath uthaya...(2)
Khuda se dua mein tumhe maang dala Maang dala
Allah maang dala allah maang dala

Oh hum par yeh kisne hara rang dala
Khushi ne hamari hame maar dala
Hame maar dala hame maar dala hame maar dala 
Allah maar dala allah maar dala allah
Maar dala maar dala maar oh dala maar dala...(2)
Yeh kiski hai aahat yeh kiska hai saaya
Huvi dil mein dastak yahan kaun aaya

No comments:

Post a Comment